badalthi hui zindagi
College main jab se join kiya tab se main bahut badal gaya hum... Dressing , baat karna sab kuch... Yaham tak ki friendship bhi...
Pehle main apna pura wakt ya to dostom ke saath gumta tha nahim to tv k samne pada rehta tha.par aajkal to bhas apne bed main lete hua sapne dekhnae main hi samay nikal jatha tha..haan Ye baat to hain ki main skul se zyada padai yaham kartha hum aur marks bhi athe hain . Yaham tak ki pahle internal main teen sabject main class topper bhi raha...par har pal kuch kami mehasus hota hain...pata nahim who kya hain , ghar ka khna , friends ya restriction . Par jo bhi ho bahut akela pan mehasus hota hain... jo wakt main pehle dostom ko bhulanae main bhitatha tha. Woh aajkal khidki se bhahar dekhne main hi nikal jata hain.. Kuch logom ko itna avoid karnae ki koshis karta hum aur kuch logom se itna nafrat karne laga hum ki unki har karnamae muje gussa dilata hain.. Kisi ke bare main jo raay hota hain woh aajkal pal pal main badal jata hain...muvies se itna lagav ho gaya hain ki agar 10 muvi mil jaye to b pura dekhe bhina nind nahim ata... Messages ka limit hone k wajah se jo dost the unko b kho raha hum aisa nahim ki sab msg na karne se bura maantae hin par jitna zyada din baat nahim karta utna dur lagta hain... Aur jo itna close lagta hain . Usse to jut bol bol kar galat faimy main rakha hain.. Ye baat hain ki usse sach bataunga to woh apnae aap se nafrat karne lag sakta hain...
Pata nahim is 4 saal main aur kya kya badlav ane wale hain..

Comments
Post a Comment